1 Feb 2008

kuch suno

Submitted by MUHAMMAD ZAHEER

Har roz teri yad main ham diye jalaya karte hain,

Phir pass bitha kar khud ko mann behlaya karte hain.

Har pal phir tuje pane ki uthi hai tamanna,

Aur essi qarb main ham dil apna jalaya karte hain.

Comments

kaise hain ya ashaar