26 Aug 2008

Pain

Submitted by aniya

zindagi kis terha bitao gay pass jab apne humain na pao gay din main tanhaiyaan sataye geen rat ko chonk kar oth jao gay raat bhar neen q nahi ati tum ye khod ba khod samajh pao gay log pochain gain is tanhai ka sabab kia chupao gay:kia batao gay: palkain har bar bheeg jain geen jab kabhi khul kar muskuraogay meri yaddain bohat satain geen jab bhi barish main bheeg jao gay khod ko tanha na pa sako gay kabhi har jagah mera aks pao gay jab bhi ji chahay loot ana muntazir apne pyaar k liye mujhe har pal pao gay:

Comments

hey aniya...very nice poem...keep it up
thanx
take care
byee