Comprehensive English Urdu Dictionary with Advance Search
Show Keyboard
![]() |
161    comic (adjective)
ھنساؤ ۔ ٹھٹول کی
162    internal (adjective)
    1. inward
اندرونی۔ بھیتری۔ درونی۔ باطنی۔ جگری۔ داخلی
    2. domestic
دیسی۔ ملکی
    3. intrinsic
حقیقی۔ ذاتی۔ اصلی
    4. pertaining to the heart
دلی۔ باطنی۔ قلبی
    the internal factor
اپ بل
163    inefficient (adjective)
    1. not efficient
غیر مؤثر۔ نرگن۔ بیکار۔ بے فائدہ۔ غیر کافی۔ نکما۔ نالائق۔ ناقابل۔ نا اہل۔ بد سلیقہ۔ بے سود
    2. remiss
سست۔ کاہل۔ مجہول
164    loiterer (Noun)
کاہل۔ سستیا۔ دیر لگانے والا۔ (برزہ گرد۔ کوچہ گرد۔ آوارہ گرد)
165    fan-light (Noun)
روشن دان۔ موکھا۔ سوراخ۔ بیضہ
166    subtrahend (Noun)
عددجو دوسرے عدد میں گھٹایا جائے۔ عدد منقوس۔ مفروق منہ۔
167    weld (verb active)
گھڑ کر یا پیٹ کر ملانا۔ جوڑنا۔ گرم کر کے جوڑنا۔ ویلڈ کرنا
168    affront (verb active)
اپمان کرنا ۔ سبکی ۔ کم قدری ۔ خفت ۔ ہتک ۔ اہانت
    take as an affront
خفت ہتک یا بے عزتی سمجھنا ۔ برا منانا
169    malefactor (Noun)
مجرم
    see criminal
170    cleverness (Noun)
چترائی ۔ ہوشیاری ۔ چالاکی ۔ چابک دستی ۔ ہنر مندی ۔ پربینائی ۔ خوش اسلوبی
Comments
hello to all user.
I check this site and read i am really impressed with this sites. you are all welcome to share good poetry on my cell no i.e 03142151334
Shani Rao
""GHAZAL""
Younhi Anjanay mein Tujh se Rafaqat Ho gai...
Dil Lagi karnay chalay aur Tujh se Chahat ho gai...
Tun na Ho to main Khud se ulajhta hon...
Kiya kron mujhe Teri Aadat ho gai...
Main Apnay Vajood mein Tujhe Talash karta hon...
Mujhe Tum se is Qadar Muhabbat ho gai...
Mere Pass Aao To Jee lon Do Pal...
Meri TO her Saans Teri Amaanant ho gai...
Main Sochta Tha Tere Agay Zindgi kiya hai...
per Tujhe Chahnay keliye Zindgi Zarorat ho gai.
JST 4
Visit my site and contribute
ApnaFunClub
www.apnafunclub.com
--------------------------
Tmasha
www.tmasha.com
-----------------------------
ShahFun
www.shahfun.com
---------------------------------
:)
"" YAAD ""
Aaj Rootha howa ek Sakhs bahot YAAD aya
Aaj guzra howa kuch Waqt bahot YAAD aya
Meri Aankhon k har ek Ashk pe Ronay Wala
Aaj Jab Aankh ye Roee To Bahot YAAD aya
Jo mere Dard Ko Seenay mein Chupa Leta tha
Aaj Jab Dard Howa Dil mein Bahot YAAD aya
Jo meri Aankh mein Kajal ki Tarh Rehta tha
Aaj Kajal jo Lagaya To Bahot YAAD aya.
FARHAN MEHBOOB
"" SUNO ""
" SUNO "
Mujhe Rona nhi Ata
Mujhe khona nhi Ata
K tum bin Jeena mushkil hai...
Jo Dard Tum Dena chahtay ho mujhe Sehna nhi Ata
Tum to Reh LO gay Sath kisi Aur k magar..
Main kya kro mujhe Rasta Badalna nhi Ata...
Tum to Waaqif ho Andaz e Guftgu se
Mujhe to bat karne ka salika b nhi Ata...
Tum to Jeet jatay ho Lar jhagar kr bhi..
Dekho mujhe to Larna b nhi Ata..
Tum To Khush Reh Lo gay mere Bin..
Dekho Tumare Bin To mujhe Jeena B nhi Ata.
Just For You
Last Call
kal hamesha ki tarha uss ne kaha ye phone per
main bohat masroof hoon mujh ko bohat se kaam hein
as liye tum aao milne, main to aa sakti nahi
har rawayet tor ker as baar main ne keh diya
tm jo ho masroof to main bhi bohat msroof hoon
tum jo ho mash`hoor to main bhi bohat ma`roof hoon
tum agar ghamgeen ho main bhi bohat ranjoor hon
tum thakan se choor to main bhi thakan se choor hon
jan-e-man hai waqt mera bhi bohat hi qeemti
kuch purane doston ne milne ana hai abhi
main bhi ab farigh nahi mujh ko bhi lakhon kaam hain
warna kehne ko to sb lamhe tumhare naam hain
meri ankhein bhi bohat bojhal hein sona hai mujhe
rat-jagoon ke baad ab neendon main khona hai mujhe
main lahoo apni anaon ka baha sakta nahi
tum nahi aateen to milne main bhi aa sakta nahi
uss ko ye keh ker WASI main ne receiever rakh diya
aur phir apni ana ke pawon pe sar rakh diya
Duaa
Let me share a beautiful
prayer with u:
Ya ALLAH,
When i loose hope because
of the failure of my
plans..help me to remember
that ur love is always greater
than my disopointments and
ur plans for my life are better
than my dreams...
Aameen.
Atoot Bandan
Hath Uljay Howay Rashim Mein Pansa Bathein Hein,
Ab Bata Kis Dhagay Ko Juda Kis Say Karein.
Hello
hello how are you
Salam every one
Bahut roe kisi ki yaad ko senay se laga kar,
Ziker-e-Khuda kartay tu shayad aaj Wali hotay
Pages